Sabse Large display wala Vivo Apex smartphone launched

Doato aaj ham baat karne wale hai Vivo ke ek best smartphone ke bare me jisko display sabse badi hone ka dava karte hai,


Smartphone banane wali company vivo ko MWC 2018 event me apne unique enovetion vivo apex smartphone ki wajah se bahut hi badhiya raha,  is smartphone ka highlight iski sabse badi display hai, vivo ki company ne is phone ko full display screen ke sath launch kiya hai, or is phone me fingerprint sensor phone ki display ke niche yani ki andar hi hai,

Sabse Large display wala Vivo Apex smartphone launched


Ek or bahut achhi baat hai ki yeh phone pop-up selfie camera ke sath aata hai, or is feature ke sath aane wala ye firat smartphone hai, pehle to vivo ne bataya tha ki yeh ek concept phone hai or ise launch nahi kiya jayega lekin apne fans ke feedback or response ko dekh kar vivo company ne is phone ko launch karne ka man bana liya,

Vivo ne vivo apex smartphone ko apne gharelu market me officially launch kar diya hai, company ne kaha hai ki is phone ka production is year ke bich me start hoga, or iske sath hi vivo ne apne concept phone ki kuchh detail bhi share ki hai,


Vivo apex smartphone features

Vivo apex smartphone 5.99 inches ki Oled display ke sath aata hai, yeh COF technology se lais hai, is smartphone me karib naa ke barabar Badge diya gaya hai, yani ki yeh phone puri tarah se Badge less display ke sath aata hai, yeh display 18:9 Chain ke sath aata hai,

Company ka kehna hai ki yeh phone market me maujud sabhi phone ke bich sabse jyada scree to body Chain 98% PR ke sath aata hai, Phone ke dono taraf maujud Badge ji motai karib 1.8 mm hai, or botom me 4.3 mm ka Badge hai, company ne is device ko slim bana kar pesh kiyavhai, or is phone ki total Thickness 7.8 mm hai,

Vivo apex phone ke device ki baat kare to, is phone me display ke andar hi Proximity sensor diya gaya hai, company ne is phone ko new Technique ke sath launch kiya hai, or iske alawa is phone ki display me hi fingerprint ka sensor bhi diya gaya hai,  is phone ki aadhi yani ki niche ki screen me kahi bhi touch kar ke unlock kiya jaa sakta hai,

Company ne is phone ke front me Scour remove kar diya hai, or isme pop-up front camera diya hai, yeh camera tabhi bahar nikalega jab user phone me camera app ko open karega, yeh camera 8 megapixel ka hai, company ka kehna hai ki phone ka front camera only 0.8 second me hi open ho jata hai, is phone ka camera super HDR or AI feature ke support ke sath aata hai,

Vivo smartphone me latest Snapdragon 845 Chipset diya gaya hai, filhal to company ne is phone ki Ram, storage, camera features or battery ke bare me koi jankari nahi di hai, jyada jakari ke liye padhate tare hamara blog.

Agar aapke mind me is phone se related koi sawal hai to comment me puchh sakte hai,

Post a Comment

Previous Post Next Post
અમારા WhatsApp ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
અમારા Telegram ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
Author bio image

About the Admin


DHAVAL RATHOD is a Professional WEBISTE DESIGNER. Here we will provide you only interesting content, which you will like very much.