Best encrypted and secure app on the iPhone in hindi

friends kaise ho aap sabhi , i hope aap sabhi achhe honge, Dosto aaj mai aapke sath bahut hi achhi jankari le kar aaya hu jisko jankar aapko bahut kuchh sikhane ko milega or aap khus bhi honge, kyuki aaj mai iphone ke best encryption wale thode se apps ke bare me batane wala hu jisko use karne par aapka data full safe rahega, or koi aaka data chori nahi lar sakega, or hack bhi nahi kar sakta hai,



Hamare friends ya koi bhi jinke pas iphone hoga wo sab online movie dekhate hai, or online shopping bhi karte hai, lekin sabse khas bat ye hai ki internet par hamara sabhi data safe nahi hai, ye sensitive data koi bhi hackers ke pas jaa sakta hai,

Esi bahut si company hai jo is cyber attack ka bhog ban chuki hai, or abhi to bahut si companys hai jo is cyber crime ko rokane ke liye kuchh best feature de rahi hai, esi hi ek company hai apple. Jo lagatar security ke liye  features par bahut jor de rahi hai, apple ne hamesha se security features par jor diya hi hai, company ne kai sare inbuilt features diye hai jo hamare iphone ko secure banate hai,

Iske bad kuchh bahari apps bhi hai jisko download karke aap apne phone ko encryption ki najar se or secure bana sakte ho. Taki aapka data koi hack na kar sake.

What is encryption ? in hindi

Encryption ek process hai jisme hamare data ko unrecognize codes me change kiya jata hai taki hamara data direct koi chori kar bhi leta hai to usko padh nahi sakta ya iska use nahi kar sakta hai, aaj ham aapko esi hi kuchh encryption wali apps ke bare me batayenge jisko use karke aap apne iphone ko or bhi secure bana sakte ho,

1.Wickr html

Ye app Android or ios dono platform par available hai, isme end to end encryption hai or meta data ko rok sakte hai, jaise conversion se time step ko , aap is app me esa message set kar sakte ho jiska kuchh time bad automatic all data delete ho jata hai, iska dayada hai ki jab koi aapka massage delete karna bhul jayega tab is app se kiya gaya messge automatic delete ho jata hai, or aapka data secure banta hai.

2.Silent :

Yeh android ki stock messenger app ka replacement hai, yaha par yah sare messages ko ek encryption data base ke rupe me apne server me save karta hai, or yadi  send karne wala or recive karne wala uaer dono is app ka use kar rahe hai to ye app isko pehchan leta hai or  text message , images, videos, documents sab encryption wale ban jate hai, or end to end encryption karta hai.

3.Signal :

Yeh app end to end encrypted hai  yeh message ke meta data ko bhi record nahi karta hai or message ki copy bhi store nahi karta hai, is app ma source code online available hai, jisase experts lagatar is app par najar rakh sake, or koi bhi gadbadi na ho.

4.Glif :

Yes ek esi app hai jo sms ka uae karke encryption karti hai or message delete ko securely support bhi karta hai, yes group messages ko bhi secure banate hai, or iske alawa ye app ek bitcoin payment ko bhi support karta hai, jisase kisiko bhi securely money send karna ha recive karna esasy ban sake.

5.Telegram

Yes app se all data encryption wala ban sakta hai, or same device par access kiya jaa sakta hai, is app ki ek lhas bat hai ki isme secret data encryption bhi hai jisme ham data recorde kuchh time ke bad automatic delete ho jata hai. Lekin isme local message database encryption bay default nahi hai, isliye aapko pehle ek best password set karna padta hai, yeh app secure hai or isko Telegram ke developers ne banaya hai.

Last words


Friends maine to aapko bata diya ki konsi app kitani safe hai par dekhana aaoko khud haiki aapke liye konsi app achhi rahegi, or konsi aap sahi se use kar sakteho. Tabhi aap apni privacy rakh sakte ho.

To dosto kaie lagi meri jankari, comment karke jarur batana, or  agar ye post achhi lagi ho to aone friends ke sath share jarur kare. Thank you.

Post a Comment

Previous Post Next Post
અમારા WhatsApp ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
અમારા Telegram ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
Author bio image

About the Admin


DHAVAL RATHOD is a Professional WEBISTE DESIGNER. Here we will provide you only interesting content, which you will like very much.