Share market kya hai ? What is Share Market in Hindi ?

Share Market kya hai Hindi ? What is share market in hindi - dosto aaj ke post me ham aapko share market kya hai hindi ? what is share market in hindi ? iske bare me batane wale hai. agar aapko bhi share market ke bare me jyada detail me nahi patahai to is post ko pura padhe. i hope aapko sabhi type ki jankari mil jayegi.

bahut logo ko share market se paise kamane hote hai lekin un sab ko pata nahi hota hai ki wo sab kis jagah par invest karke paise kama sakte hai. waise to is duniya me bahut sare ways hai paise kamane ke lekin sab ki ek tarah ki alag alag choice hoti hai.


Share market kya hai ? What is Share Market in Hindi ? what is share market ?

Share market kya hai ? What is Share Market in Hindi ?
Share market kya hai ?


dosto sabse pehle to aapko yeh jankari honi hi chahiye ki share market me kaha par paise invest karna chahiye taki hamko fayada ho,  share market ek esa platform hai jaha par log paise kamate bhi hai or paise gawate bhi hai, deside aapko karna hoga ki aap konsa kam karna chahate hai ???

yaha par daily bahut sare experts share market se bahut sara paise kamate hai , yaha par bahut sari companys ke share ko buy and sell kiya jata hai, agar aap koi company ke sahre ko buy karte hai to aap us company ke hissedar ban jate hai, share market hamare desh ke vikas ke liye bahut jaruri hai, is market me koi bhi insan apna khud ka paisa invest karke paise kamana start kar sakte hai, share market me work karne ke liye aapko ek target par focus karna padta hai  or yeh bahut risk wala kam bhi hai.

Aar aapko share market me work karna hai to aapko koi bhi company ke share ko kharidna padega, or aapko share sirf usi company ka kharidana hai jis company me aane wale time me value badhe or aage jaye, agar aapke share wali company dub jati hai to aapke paise bhi dubte hai, or jaise hi koi company grow karti hai to aapka fayada bhi badhata hai,

Agar aapne jo bhi share kharida hai us company ko loss hota hai to aapko bhi loss jat hai or agar company ka fayada hota hai to aapka bhi fayada hota hai, share market ek bussiness ki tarah hai , isme  utar chadav aata hi rehta hai, share market me aapo kam se kam invest karna chahiye taki aapko jyada nukasan na ho, or aapko jyada nukasan na ho isliye aapko har time update rahena chahiye, newspaper or tv news par share market ko dhyan me rakhana chahiye

Share kaise kharide ? or share market me invest karne ke liye kya jaruri hai ?


share market me Tranding karne ke liye hamako yeh 3 chijo ki jarurat padegi. iske bina ham share market me kam nahi kar sakte hai,
  • Bank account
  • Tranding account
  • Demat account 

agar aapke pas yeh 3 account nahi hai yaha par account jald hi creat kar le, yaha aaj ham aapko kuchh tips dene wale hai jo ki share market ke bare me hai,

Demat account or Tranding  account kya hai ?
kaise ham Demat account ko open kare ?
kya kya  Document chahiye account  open karne ke liye
Demat account or Tranding account kya hai ?


pehle ki tarah ab hamako koi bhi Certificate ki jarurat nahi hai ab sara kam online ho gaya hai, aap jitane bhi share kharidate hai wo sab aapke online Demat account me store hota hai. or jo share ki buying or selling karte hai wo sab Treding account se hoti hai.

hamara Demat account hamare Tranding account se link rehta hai, maan lijiye ki agar aap koi share kharidana hai to...

pehle aap apne bank account se paise tranfer karenge Demat account mai or fir demat account ki help se aap share kharid sakte hai, jaise aap share kharidate hai to uske paise aapke account me se cut ho jayegam or jaise hi aap koi share ko sell karte hai to uska paisa aapke demat account me jama ho jayega.


ab ham baat karenge kuchh tips ki jo aapko achhi lagegi,
aap in 3 baato se share market me paise kama sakte hai,
low price me buy kare
high price me sell kare
kya buy karna hai uska pura pata kare


to dosto yeh thi Share market kya hai ? What is Share Market in Hindi ?  ki kuchh basic jankari ihope aapko samaj me aaya hoga, aap is post ko apne dosto ko bhi share kare, or comment bhi kare

Post a Comment

Previous Post Next Post
અમારા WhatsApp ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
અમારા Telegram ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
Author bio image

About the Admin


DHAVAL RATHOD is a Professional WEBISTE DESIGNER. Here we will provide you only interesting content, which you will like very much.