Galti se Close huye tabs ko kaise reopena kare ?

Galti se Close huye tabs ko kaise reopen kare ? Galti se close ho gai tabs ab kya kare ? Is fast or digital yug me internet par serfing karte time kai baar ham galti se bahut kam ki tabs ko bhi close mar dete hai, isko fir se open kaise kare uski jankari yaha milegi,

Galti se Close huye tabs ko kaise reopena kare ?

Pc ya mobile me net surfing karne ke time me ham bahut sare tabs ko ek sath open karke koi information ko search karte hai or jab hamko lagta hai ki ab browser me tabs bahut jyada ho gaye hai tab ham ek ek karke sabko close karte hai,  lekin kai baar hamare kam ka tabs bhi ham galti se close kar dete hai,

Computer me Closed Tab reopen kaise kare ?

Agar aap computer me google chrome ka use karte hai to koi bhi open tab ke upar right click karo,

Ek menu open hoga jisme reopen clodes tab par click karo, aapka tab fir se open ho jayega,

Iske liye ek shortcut key bhi hai, : Ctrl+Shift+D press kar sakte hai,

Or iske alawa ham history me check karke bhi koi tab ko fir se open kar sakte hai,
Agar mobile me google chrome use karte hai to baat ek dab easy hai
Isme right side ke menu par click karke recent tabs dekhne ka option mil jayega, isme hamari all tabs ki history show hogi,


Aaj ke liye bas itana hi milte hai next article me, kaisi trick hai comment me batana jarur, share bhi kar do yaar,


Post a Comment

Previous Post Next Post
અમારા WhatsApp ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
અમારા Telegram ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
Author bio image

About the Admin


DHAVAL RATHOD is a Professional WEBISTE DESIGNER. Here we will provide you only interesting content, which you will like very much.