Google Kis tarah hamko track hai ? Google se kaise bache ?

Google Kis tarah hamko track hai ? Google se kaise bache ?
Hello dosto aaj kal baut internet ka jamana aa gaya hai iske bich mai had ko batane wala hu ki ham jo google search engine ka or google ke baut sare software ka use karte hai wo sab hamare upar kis tarah se  najar rakhata hai,

Agar aapne apane mpbile me sim card nikal liya hoga fir bhi google aako track kar sakta hai, aapne kon konse email kaha or kab bheje or email me kya likha hai wo sabhi tarah ki jankari jo ki ham kisi ke sath share nahi karte wo sabhi jankari google apane pas rakhata hai,


Google Kis tarah hamko track hai  Google se kaise bache

Google apne users ko kaise track karta hai ?

Abhi abhi jankari mili hai ki agar hamare smartphone ka location off hoga fir bhi hamara right location google track kar sakta hai.

Hamari abhi tak ki sabhi activity or har ek kam ko track karta hai google,  
Or ek bahut khas baat yeh hai ki agar google aapka data or internet uses track kare to aapka future bhi bata sakta hai, or wo bhi kuch hi seconds me.

Google kis tarah internet users ko track karta hai ?


Google ki all apps apne  server par location send karta hai
Google ka machine lavel programming aisa hai ki agar ham google company ka koi vhi apps ya website use karte hai to hamara location google ke servers tak send hota rehta hai or wo bhi automatic.

Google chrom, google map, google voice search, google search, Gmail, or glbaki ke google ke dwara banaye gaye sabhi software hamara location track karta hai, jisko ham history bolte hai,

Agar aapne apne mobile ka GPS location off kiya hai fir bhi google ko pata hoga ki aap kaha par ha,
Google hamara GPS location or Nearest mobile tower ki details ka record bhi rakhata ha,

cookies janta hai aap kya search karte hai ?

Google ko pata hai ki aap internet par real me kya search kar rahe hai, real me google me kuchh cookies hai jo hamare email ID or IP address se hamara all search data google ko bhejta rehta hai, 
Agar ham apane computer or mobile me ek hi email account se login kar ke rakhate hai to aapne dekha hoga ki jo chij ham mobile me search karte hai thodi der baad us chij ka ads hamko hamare computers me dekhne ko milta hai, yeh ulta bhi hota hai . mobile se pc me or pc se mobile me

Google hamare bare me kya kya janta hai ?

Google hamare bare me bahut sari jankari rakhatavhai jaise ki Name, Date of birth, Gender, Mobile Number, Google search history, Aapne kis kis website ko open kiya,  aap is time kaha par hai,

puchale kuch years me aap kaha kaha gaye, Aapko konsi Games, song Mobile, movies, or videos pasand hai wo,  aap kaha par kam karte hai wo, kaha par rehte hai wo, all emails, Voice Searches, Konse topic me interest hai,  photos, phone book, contacts,  konsi apps use karte hai, kya pasand hai or kya pasand nahi hai, kya kharidate hai, or is time kaha par busy ho. 
Google hamare bare me itana sara data track karke rakhata hai,

Google se track hone se kaise bache ?

Agar aap chahate hai ki aapka koi bhi data google ke pas na jaye to aapko kuch setting karna hoga, jo yaha par bataya gaya hai,

Location history ko safe rakhane ke liye "data & personalisation" Tab me location history me setting off kar de. (Aap jo bhi mobile & computer use kar rahe hai waha par is tarah se setting karna hai,)
GPS signal ka jab jarurat ho tabhi on are or fir bad me off kar de, web activity ko safe rakhane ke liye google setting me "data & personalisation" tab me web and app activity off kare.

Google par aap jo bhi bol kar ya dusare tarike se kahe to voice search karte hai wo sab save rakhata hai,  agar aapko wo bhi remove karna hai to google setting me "Voice and audio activity" page ko open karke dekh sakte hai, or delete bhi kar sakte hai,

Doato aaj maine aapko bataya ki Google Kis tarah hamko track hai ? Google se kaise bache ?. Agar koi trick samaj me nahi aati to comment karke jarur bataye, or ab aapko aage kis topic par jankari chahiye wo bhi comment kare, ham aapke selected topic ko yaha share karenge, Thank You

7 Comments

Previous Post Next Post
અમારા WhatsApp ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
અમારા Telegram ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
Author bio image

About the Admin


DHAVAL RATHOD is a Professional WEBISTE DESIGNER. Here we will provide you only interesting content, which you will like very much.