Pen Drive ko Ram Ki Tarah Kaise Use Kare ? computer ki speed kaise badhaye ?

Pen Drive ko Ram Ki Tarah Kaise Use Kare ?  computer ki speed kaise badhaye ?
hello friends aaj ham batane wale hai ki Pen Drive ko Ram Ki Tarah Kaise Use Kare ?, duniya ke sabse jyada logo ka kehna hai ki uska computer bahut din se slow chal raha hai, computer ki speed kaise badhaye ?  aaj kal sabhi eh problem se pareshan hai. is problem ke solution batane se pehle ham baat karte hai ki aakhir computer ki speed slow kyu hoti hai ?

Pen Drive ko Ram Ki Tarah Kaise Use Kare ?  computer ki speed kaise badhaye ?

Computer Slow Kyu chalta  hai ?

hamare computer ki slow speed ka karan hai bahut saare software ko install karna or ek sath bahut saari chije run karna. jab ham computer ki ram ke Capacity se jyada software install or run karte hai tab hamara computer slow hone lagata hai. hamare mobile slow hone ka bhi yahi reason hai, iska ek solution hai ki ham hamare computer ki Ram ko increase kar le.

Computer ki Ram Ko Kaise Badhaye ?

Computer me Ram Badhane ka aasan way hai ki ham uski Ram Change karke jyada GB ki Ram laga le. jaise ki agar aapke computer me 2 GB ki ram hai to aap usko change karke 4 GB ya 8 GB ki Ram daal de. lekin uske liye  aapko thoda paisa dena padega or ek comuter hardware exper ki jarurat padti hai jo Ram Lagana janta ho.

Free Me Computer ki Ram Kaise Badhaye ?

Agar aap chahe to apane computer ki Ram ko Free me bhi badha sakte hai,  iske liye aapko koi extra Ram ki bhi jarurat nahi padti hai, aap sirf Pen Drive Ki help se hi computer ki Ram badha sakte hai. iske liye ek process hai jo bilkul easy hai.

Pen Drive Ko Ram Kaise Banaye ?


iske liye aapko apani pen drive ko computer ke USB port me lagana hoga. dhyan rahe ki aapki Pen Drive Kam se kam 2 GB ki ho.


  • iske baad aapko my computer par right click karna hai or properties par click karna hai,
  • uske baads advance system setting par click kare.
  • uske baad aapko advance me jaa kar setting par click karna hai.
  • uske baad aapko fir se advance me jaa kar Virtual Memory change par click karna hai.
  • yaha par Automatically Manage Paging File Size For All Drives par agar tick laga huva hai to usko remove kare.
  • ab ek list show hogi usme se aapko apani pen drive ko select karna hai.
  • ab custom size par click kare or value add kare, dhyan rahe ki ap jo value add karte hai wo aapki pen drive ke barabar honi chahiye.
  • Ab Set button par click kijiye or apane computer ko Restart kijiye. or computer se pen drive ko mat nikalana.


bas is trick ka use karke aap apane computer me pen drive ka use karke computer ki ram badha sakte hai. 

Final Words.

So friends yaha par hamne abataya  ki computer ki ram kaise badhaye ? computer ki ram ko free me kaise badhaye ? pen drive ko computer ki ram kaise banaye ? or ghar baithe computer ki ram kaise badhaye. 
i hope aapko yeh jankari pasand aayi hogi, to apane or bhi friends ke sath share jarur kare or social media par bhi share kare.

6 Comments

  1. Your Affiliate Money Making Machine is ready -

    Plus, making profit with it is as simple as 1 . 2 . 3!

    Follow the steps below to make money...

    STEP 1. Tell the system what affiliate products you want to promote
    STEP 2. Add push button traffic (it ONLY takes 2 minutes)
    STEP 3. See how the system explode your list and sell your affiliate products on it's own!

    So, do you want to start making money???

    You can test-drive the system for yourself risk free...

    ReplyDelete
Previous Post Next Post
અમારા WhatsApp ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
અમારા Telegram ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
Author bio image

About the Admin


DHAVAL RATHOD is a Professional WEBISTE DESIGNER. Here we will provide you only interesting content, which you will like very much.