Jio phone me whatsapp kaise chalaye 100% Original working Trick

Jio Phone Me Whatsapp Chalaye 100% Original Working Trick – Hello Dosto, aaj kal internet par bahut log search kar rahe hai ki jio phone me whatsapp kaise chalaye. lekin kai sare user ko iska sahi jawab nahi mil raha hai, or galat method try kar kar ke time barbad kar rahe hai,
Jio phone me whatsapp kaise chalaye 100% Original working Trick


 lekin aaj mai is topic ke bare me hi aap sab se baat karne wala hu. or aap sabhi jante hai ki jio phone me whatsapp nahi chalata hai. jab jio phone ka launching nahi huva tha tab sab ko lagata tha ki jio phone me whatsapp aayega lekin launch hone ke baad pata chala ki jio phone me whatsapp to chalta hi nahi hai.

lekin ho sakta hai ki kuchh system update ke bad jio phone me bhi whatsapp chalne lage lekin is time to ham jio mobile me whatsapp nahi chala sakte hai, lekin kuchh tarika hai jiski help se ham jio phone me whatsapp chala sakte hai. to chalo jante hai ki jio phone me whatsapp kaise chalaye ?
ham yaha par jo trick share kar rahe hai usme aapko koi bhi app ki jarurat nahi padti hai, sirf aapko jio phone ke browser me ek website ko open karna hoga or isme aapna account creat karna hai.

Note :  Jio ke mobile ke ek alag se whatsapp nahi diy gaya hai isliye aapko whatsapp me account creat karne ke liye ek extra smartphone ki bhi jarurat padegi.

Jio phone me whatsapp kaise chalaye


aap sab jante hi hai ki jio ke mobile me koi screen shot lene ka koi method abhi tak nahi hai isliye mai aapko yaha iske koi photos ko nahi dikha raha hu, bas aapko sirf mere bataye gaye steps ko follow karke work karna hoga.

Step 1:-
  • sabse pehle apne jio ke mobile me internet data on kare.
  • ab browser ko open kare.
  • aapne jo browser ko open kiya hai uske URL bar me “Crows browser testing” site ko open kar le
  • jab aap “Crows browser testing” site ko open karege to wo desktop mode me open hoga.
  • screen ko chhota karne ke liye kaypad me 1 number ka button press kare.
  • ab “Start a free trial” par click kare.
  • ab apna new account bana le is site par.
  • ab “start a live test”  par click kare.
  • or box me “web.whatsapp.com” dal kar enter kar de.
  • Next karne ke baad browser list me se chrom browser select kare and “Run Test” par click kar de.
  • Jaise hi aap next button par click karenge to aapke samne ek QR code aayega.


Step 2:-
  • Aab jo kam karna hai wo bahut important hai.
  • Apne smartphone me whatsap open kare .
  • Menu select karke whatsapp web ka option ko select kare.
  • Ab aapke smartphone me camera on ho jayega.
  • Us camera se apne jio phone me jo QR code hai usko scan kare.
  • Lijiye ab aapke jio phonem e bhi whatsapp run karne lagega,

To dosto yaha par maine aap sab ko bataya ki jio phone me whatsapp kaise chalaye. I hope aapko sab samaj me aa gaya hoga , agar koi problem hai to aap hamko puchh sakte hai. Thank you


Post a Comment

Previous Post Next Post
અમારા WhatsApp ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
અમારા Telegram ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
Author bio image

About the Admin


DHAVAL RATHOD is a Professional WEBISTE DESIGNER. Here we will provide you only interesting content, which you will like very much.