Apple iPhone X features | iPhone X ki puri jankari hindi me

Apple iPhone X ki puri jaankari in hindi | special | display | CameraIndian price



Hello friends kaise ho aap sabhi, i hope aap sabhi achhe hi honge. Aaj mai world ki top company apple ke ek produced iphone x ki aapko jankari dunga jo bahut interesting lag rahi hai,

Apple iPhone X features | iPhone X ki puri jankari hindi me


Aaj iphone use karna ek personality sa ban gaya hai , bahut logo ko iska use karna bhi nahi aata hai fir bhi wo  iPhone use kar rahe hote hai  kyuki ye ek brand hai or isase hamari personality bhi badhti hai.

Apple company ne iPhone x ko launch karne se pehle bahut se phone bhi launch kiye hai jaise ki iphone 6, iPhone 6s, iPhone 7, 7+ , iPhone 8 etc..


World ki best company apple ne apna ek or product November 2017 ko launch kiya hai. Ye apple ka smartphone 5'80 inches ki screen ke sath launch kiya gaya hai, or iska result bhi bahut achha hai or resolution 1125×2436 pixels ka hai, or sath hi hamko isme 3D touch display bhi mil rahi hai,

Apple ka ye iphone x india me abhi launch nahi huva ha lekin kuch din me ho jayega, iski indian price Rs.89000 hai,


IPhone x me apple A11 bionic ka processor dala gaya hai, or isko fast banane ke liye isme 3GB RAM bhi add ki gayi hai, Is phone me users ko 64 GB internal storage mil rahi hai, or jyada bhi available hai,

Iska look or camera bahut badiya hai, iska font camera 7 megapixel ka diya gay hai  or iska back camera 12 megapixel ka hai.Yeh phone hamko 2 color me milega Space Grey or Silver.


Jankari je liye bata de ki yeh smartphone single sim wala hai or isme nano sine laga sakte hai, sath hi is phone me wifi, GPS, Bluetooth, NFC, 2G, 3G , 4G bhi supported hai.

Apple ka ye iphone x IOS 11 par work karta hai, or isme non removable battery bhi hai, or utana bada smartphone ek fingerprint sensor ko support nahi karta hai, or is version me iPhone x me screen par se homr button bhi remove kar diya gaya hai, or is bar full screen par touch kar sakte hai,


Is iPhone x me face recognition se unlock hone ka feature diya gaya hai, or isike sath hamko scratch resistance glass or iske alawa water, dust proof smartphone hai.

Apple iPhone X ki details :
General

Release date :- September 2017
Form factor Touchscreen :-
Dimensions (mm) 143.60 x 70.90 x 7.70
Weight (g) :- 174.00
Removable battery :- No
SAR value :- NA

CAMERA
Rear camera :- 12-megapixel
Flash :- Yes
Front camera :- 7-megapixel
SIM 1
SIM Type  :- Nano-SIM
GSM/CDMA GSM
3G :- Yes
4G/ LTE :- Yes
Supports 4G in India (Band 40)  :- Yes


CONNECTIVITY
Wi-Fi :- Yes
Wi-Fi standards supported :- 802.11 a/b/g/n/ac
GPS :- Yes
Bluetooth :- Yes, v 5.00
NFC  :- Yes
Infrared :-  No
USB OTG :-  No
FM  :- No
Number of SIMs :- 1

SENSORS
Compass/ Magnetometer :- No
Proximity sensor :- Yes
Accelerometer :- Yes
Ambient light sensor :- Yes
Gyroscope :- Yes
Barometer :- Yes
Temperature sensor :- No

DISPLAY
Screen size (inches) :- 5.80
Touchscreen :- Yes
Resolution :-1125×2436 pixels

HARDWARE
Processor :- hexa-core
Processor make :- Apple A11 Bionic
Internal storage :- 64GB
Expandable storage :- No

SOFTWARE
Operating System :- iOS 11


To Dosto kaisi lagi aapko hamari ye jankari comment karke jarur batana, or friends ke sath share jarur karna, agar koi sawal hai to comment karo. Ham iska hi wait kar rahe hai, Thank you.

Post a Comment

Previous Post Next Post
અમારા WhatsApp ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
અમારા Telegram ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
Author bio image

About the Admin


DHAVAL RATHOD is a Professional WEBISTE DESIGNER. Here we will provide you only interesting content, which you will like very much.