Internet par free hai ye sab chije fayada kaise uthaye ?

Hello friends, aapka mere blog par bahut bahut swagat hai, aaj mai aapko internet ke bare me batane wala hu , kuchh tricks bhi batane wala hu, jo free hai or iska fayada utha sakte hai, internet par free service ka use kar sakte hai,

Internet par free hai ye sab chije fayada kaise uthaye ?



Internet ek platform hai, jisme ek tarah se to puri ki puri duniya samayi huyi hai, yaha aapko or hamko sabhi chije or jankari mil jati hai, lekin bahut se log iska sahi se use nahi kar sakte hai kyuki unke pas itana knowledge nahi hota internet ke bareme, or wo yahi mante hai ki internet par kuchh nahi hai,


To chalo mai aaj aapko kuchh esi bate batane wala hu jisko jankar aapko kafi help milegi, or aap internet ka sahi use karna bhi sikh jaoge.

1.Free Movies watch and download :

Ji ha dosto ! Internet par movies ek dam free hai, or agar aap chaho to kuchh purani or best film internet par se download kar sakte ho, or yahi nahi , agar aap famous Documentary dekhana chahate ho to yaha kuchh websites hai jo aaoko Documentary bhi provide karegi, aap iska fayada utha sakte ho.


2.Free books Read and download :

Internet par sabhi types ki books aako free me kahi na kahi se mil jayegi , or yadi aap kuchh best books ko online hi read karna chahate hai, to internet aapke liye ek bahut hi best library hai, bas aapko thoda search karna padega, or uske bad aapko jaisi book chahuye ye sab yaha par mil jayega,


3. Learn foreign language free :

Friends yadi aapk internet par koi foreign language jaise ki French, german or english sikhana chahate hai to yaha aap ye sabhi languages ko free me sikh sakte hai, or apna gyan badha sakte hai,


4.Free software download :

Agar aapko kuchh naya karna hai apne computer se to aapko iske liye new new software ki bhi jarurat padegi or ye sab aapko internet pae free me mil sakta hai, or apna kam aasan bana sakte hai, inmese kuchh software to bahut easily mil jate hai,


5.Promote everything in Free :

Agar aapka koi business hai or aap iska Promotion karna chahatevhai to internet par kar saktevhai, internet par esi kuchh website hai jaha par aap apna khud ka promotion kara saktevhai or wo bhi bilkul free ne, iske alawa blog, website, similarity , esi bahut sari service hai jaha aap kuchh likh kar or photo ke jariye promotion kar sakte ho.



6.Learn free Coding aur languages :

internet par yadi aap koi programming or languages aapak sikhana chahate  hai to yah aapako free me mil jayega. Aapko bas internet par search karne se pehle free word ka use karna hai jisase aapke samne free wale hi result show ho.


7. Attend Free tuition :

Agar aap kuchh sikhana chahatevho or aapko wo nahi samaj me aata hai to aap internet par iska Free tuition bhi le sakte ho, halanki online tuition ko paide service mana jayega lekin duniya me bahut sari companys hai jo paide tuition ko bhi free me sab ko provide karti hai aap unko bhi le sakte ho.free ke liye aapko search karna padega or aapko aapka best result mil jayega.

Last words :
Aapko ye jankari kaisi lagi, hame comment karke bataye, or koi sawal ho to wo bhi comment kare, or is jankari ko apne friends ke sath share bhi kare, Thank you.

Post a Comment

Previous Post Next Post
અમારા WhatsApp ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
અમારા Telegram ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
Author bio image

About the Admin


DHAVAL RATHOD is a Professional WEBISTE DESIGNER. Here we will provide you only interesting content, which you will like very much.