Instagram me Real Followers kaise badhaye hindi me

Instagram me Real Followers kaise badhaye hindi me. Hello dosto jab ham pehli bar internet par aate hai to hamare photos or status ki like hamare liye baut important hai,  lekin iske liye hamare account par jyada followers hone chahiye, agar hamko jyada user follower karenge to wo sab ki like hamare photos or status par aayenge or hamari profile jaldi se famous ho jayegi.

Instagram me Real Followers kaise badhaye hindi me


Aaj ke time me Facebook or Instagram dono hi bahut jaldi se popular ho rahe hai, aaj mai yaha par bataunga ki Instagram me Real Followers kaise badhaye hindi me.

Lekin baat kare Instagram followers ki to yaha par followers badhana thoda hard pad sakta hai, Instagram par 10,000 followers milna bhi ek bahut badi baat ho jati hai, or iske liye hame koi popular celebrity hona chahiye ya fir hamari ek brand creat karna hoga,

Instagram me Real Followers kaise badhaye hindi me

Dosto agar aapko bhi apne Instagram account par followers badhane hai to aapko hamari kuchh tips ko follow karna padega jo ham yaha batane wale hai, agar aap hamare bataye gaye tips ko follow karte hai to aapke Instagram account me 6 month me 10,000 followers completed ho jayenge.

Instagram followers badhane ke tips


Optimize Instagram Account

Instagram followers badhane ke liye account me sahi tarike se profile pic or uski detail set karna bahut hi jaruri hai,
Iske liye aap apne Instagram account me ek best profile photo set kare or ek best stylish or apne profile me sahi se match kare esa bio set kare.
Instagram Engagement grpups join kare

Instagram par ese kai user hai jiske followers bahut hi kam time me bahut hi jyada badh gaye hai,  agar aapko bhi is tarah jaldi popular hona hai to aap Instagram Engagement groups ko join kare or group se related post ko groups me time to time share karte rahe.

Instagram par Active rahe.

Agar aap apne Instagram followers ko badhana chahate hai to aapko yaha active rehna baut hi jaruri hai or daily kuch na kuch share bhi karna hai jisase aapki profile users ke samne bar bar aayegi or sab aapko follow bhi karenge. Agar aap koi post ko daily share karte hai to uske liye fix time set kare or roj wahi time me post share kare, Instagram me achha support lene ke liye 8 AM or 5 PM ka time sabse achha rahega.

Use Creative Hashtag

Post karne ke time yaad rahe ki aapko har post me post se related Hashtag ko add karna hai, kyuki Hashtag aaje social media me jaldi viral ho jata hai, aapko apni post ko jyada se jyada users tak pahuchane ke liye ek se jyada Hashtag ua use karna hoga,

Apne friends ki post ko like kare pr comment kare.
Social media platform par active rahneke liye aapko dusaro ki post ko like karna bahut hi jaruri hai, agar aap kisike post me like comment karenge to wo bhi aapke post me like comment karenge, isme aapka bhi fayada hai,

My dear friends aaj maine aapko Instagram me Real Followers kaise badhaye hindi me uski jankari di, agar koi sawal hai to comment kare or is article ko apne dosto ke sath share bhi kare.Thanks

image source google
image by google

1 Comments

Previous Post Next Post
અમારા WhatsApp ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
અમારા Telegram ગ્રૃપમાં જોઇન થવા અહિં ક્લિક કરો
Author bio image

About the Admin


DHAVAL RATHOD is a Professional WEBISTE DESIGNER. Here we will provide you only interesting content, which you will like very much.